• Murghi Adha Kilo
  • Lehsan Adha Khanay Ka Chamach
  • Doodh Baghair Balai K 02 Chotay Chamach
  • Anda 01 Adad Achi Tarha Phaint Len
  • Chinese Namak Adha Chaye Ka Chamach
  • Corn Flour 02 Chaye K Chamach
  • Soya Sauce Dairh Chaye Ka Chamach
  • Cooking Oil Hasb-E-Zarorat
  • Adrak Adha Chamach
  • Raai Thori Si
  • Namak Hasb-E-Zaiqa
  • Sofaid Mirch 01 Chaye Ka Chamach
  • Maidah 03 Chaye K Chamach
  • Pani 01 Glass
  • Aik Bartan Le Kr Osmain Aik Glass Pani, Thori Si Raae, Aur Adrak, Lehsan Ka Past Shamil Kr K Osmain Murghi Ko Daal Kr Taqreeban 20 Minute Tak Boil Kren
  • Jab Tamam Pani Khushk Ho Jaye Tou Murghi Ko Nikal Kr Rakh Len 
  • Ab Aik Bartan Main Aik Anda, Corn Flour, Soya Sauce, Maidah, Sofaid Mirch, Doodh, Namak, Chinese Namak Aur Adrak K Past Ko Shamil Kr K Achi Tarha Se Mix Kr Len 
  • Ab Murghi Ko Iss Past Main Achi Tarha Dip Kr K Deep Fry Kr Len 
  • Jab Murghi Golden Brown Ho Jaye Tou Otar Len 
Spring Chicken Fried Tayar Hay Ketchup Aur Aalu Ki Chips K Sath Paish K
ren



Share To:

Post A Comment:

0 comments so far,add yours