Articles by "Pasta-Noodles"
- Boil Ki Hoe Macaroni 01 Packet
- Chicken Cube 01 Adad
- Boiled Chicken Adha Kilo
- Sausage 06 Adad
- Tail 03 Khanay K Chamach
- Kata Hua Lehsan, Adrak 01 Chaye Ka Chamach
- Namak 01 Chaye Ka Chamach
- Kali Mirch 01 Chaye Ka Chamach
- Bareek Kati Hoe Gajar 01 Cup
- Band Gobhi 01 Cup
- Shimla Mirch 01 Adad
- Cream 01 Packet
- Koiyla 01 Tukra
- Aik Bartan Main Tail Garam Kr K Osmain Adrak, Lehsan Shamil Kren Jab Khushbu Aanay Lagay Tou Osmain Adha Cup Pani Shamil Kr Den Aur Obaal Anay Den
- Ab Osmain Chicken Cube Shamil Kr Den Jab Chicken Cube Ghul Jaye Tou Osmain Laal Mirch, Namak Aur Kali Mirch Shamil Kr Den
- Phir Gajar, Shimla Mirch, Band Gobhi, Sausage, Murghi Aur Macaroni Shamil Kr K Pakayen Jab Pak Jaye Tou Cholha Band Kr Den
- Phir Cream Daal Kr Mix Kren Aur Koiylay (Coal) Ka Dhowan (Steam) Den
- Tail 01 Chothai Cup
- Kuta Howa Lehsan 01 Khanay Ka Chamach
- Kuti Hoe Adrak 01 Khanay Ka Chamach
- Slice Ki Hoe Piyaz 01 Adad
- Chicken Breast 01 Adad
- Jheengay 12 Adad
- Slice Ki Hoe Shimla Mirch 01 Adad
- Soya Sauce 01 Khanay Ka Chamach
- Chilly Garlic Sauce 02 Khanay K Chamach
- Namak Adha Chaye Ka Chamach
- Sufaid Mirch 01 Chothai Chaye Ka Chamach
- Oblay Howe Noodles 03 Cup
- Sirka 01 Khanay Ka Chamach
- Kuti Hoe Hari Piyaz 01 Adad
- Tail Garam Kr Ky Osmain Lehsan Aur Adrak Daal Kr Halkay Golden Brown Kr Len
- Ab Osmain Piyaz, Chicken Breast, Jheengay Aur Shimla Mirch Shamil Kr K 01 Minute Tk Fry Kren
- Phir Osmain Soya Sauce, Chilly Garlic Sauce, Namak Aur Sufaid Mirch Shamil Kr Den
- Iss K Baad Noodles Shamil Kr K Taiz Aanch Per Pakayen
- Akhir Main Sirka Aur Hari Piyaz Shamil Kr Den
Yeh recipe PDF file main save krne k liyeh nechay download button per click kren
- Pasta 01 Packet
- Chicken Sausages 04 Se 06 Adad
- Adrak, Lehsan Ka Past 01 Khanay Ka Chamach
- 01 Cup Mashroom
- Adha Kilo Doodh
- Maida Dairh Khanay Ka Chamach (Pani Main Mix Kr Len)
- Chattered Cheese Hasb-E-Zarorat
- Oregano Powder 01 Chaye Ka Chamach
- Pisi Hoe Laal Mirch 01 Khanay Ka Chamach
- Namak Hasb-E-Zaiqa
- Laal Aata 02 Khanay K Chamach
- Cooking Oil Hasb-E-Zarorat
- Sab Se Pehle Pasta Ko Obaal Len
- Phir Aik Bartan Main Tail Daal Kr Chicken Sausages Ko Shamil Kr K Thora Sa Pakayen
- Phir Osmain Adrak Lehsan Ka Past Daal Kr Mix Kren
- Phir Osmain Mashroom Daal Kr Thori Dair K Liyeh Chor Den
- White Sauce Banana K Liyeh Aik Bartan Main Maida Aur Doodh Daal Kr Achi Tarha Mix Kr Len
- Phir Osmain Cheese Daal Kr Mix Kr Len
- Phir Osmain Oregano Powder, Pisi Hoe Laal Mirch Aur Namak Shamil Kr Len
- Phir Aik Bartan Main Pasta, Chicken Sausages Aur White Sause Ke Shamil Kr K Achi Tarha Mix Kren
- Phir Os Ko Surveying Bowl Main Nikal Kr Serve Kren
- Oblay Howe Hakka Noodles 02 Cup
- Boil Ki Hoe Murghi Adha Kilo
- Hari Piyaz 01 Choti Gathi
- Sabit Laal Mirch 03 Adad
- Kata Hua Lehsan 02 Chaye K Chamach
- Kuti Hoe Adrak 01 Tukra
- Tail 01 Se Dairh Cup
- Lambi Bareek Kati Hoe Shimla Mirch 01 Adad
- Lambi Bareek Kati Hoe Gajar 01 Adad
- Soya Sauce 01 Khanay Ka Chamach
- Namak Hasb-E-Zaiqa
- Sirka Adha Chaye Ka Chamach
- Hari Piyaz Ko Bareek Kaat Kr Alag Rakh Den
- Ab Grinder Main Sabit Laal Mirch, Kuta Hua Lehsan Aur Adrak Daal Kr Bareek Pees Len
- Aik Bartan Main Tail Garam Kren
- Osmain Adrak, Lehsan Aur Mirch Ka Pisa Hua Amezah Daal Kr Aik Minute Tak Bhoon Len
- Phir Osmain Shimla Mirch Aur Gajar Daal Kr Kuch Dair Tak Fry Kren
- Phir Bareek Kati Hari Piyaz Shamil Kren Aur 2 Se 3 Minute Tak Mazeed Fry Kr Len
- Iss K Baad Boil Ki Hoe Murghi Aur Soya Sauce Shamil Kr K Mix Kren
- Ab Osmain Boil Kiyeh Howe Hakka Noodles Aur Namak Daal Kr Tos Kren
- Akhir Main Sirka Shamil Kr Den
- Dish Mian Nikal Kr Chilly Sauce, Timatar Sauce Aur Soya Sauce K Sath Paish Kren