• Chawal Adha Kilo (Bheegay Howe)
  • Gosth Ya Murghi Adha Kilo (Obla Hua)
  • Dahi 250 Garam
  • Hari Mirch Powder 02 Khanay K Chamach
  • Dhaniya Powder 02 Khanay K Chamach
  • Namak 02 Chaye K Chamach
  • Laal Mirch Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • Haldi Powder Adha Chaye Ka Chamach
  • Garam Masala Powder 01 Khanay Ka Chamach
  • Badiyan K Phool 04 Adad
  • Jayfal Powder Adha Chay Ka Chamach
  • Javetri Powder Adha Chaye Ka Chamach
  • Adrak Aik Khanay Ka Chamach (Bareek Pisa Hua_
  • Lehsan Adrak Past 01 Khanay Ka Chamach
  • Aalu Bukhara 50 Garam
  • Hara Dhaniya Adhi Gathi
  • Podena Adhi Gthi
  • Zarday Ka Rang Ya Peela Khanay Ka Rang Adha Chaye Ka Chamach
  • Tail 04 Khanay K Chamach
  • Piyaz 01 Chaye Ka Chamach (Fry Kia Hua)
  • Aik Bartan Main Arhai Glass Pani, Dahi, Haldi Powder, Laal Mirch Powder, Namak, Tail Garam Masala Powder, Lehsan Adrak Past, Jayfal, Javetri Powder, Aur Badiyan Ky Phool Daal Kr Achi Tarha Mix Kr Len

  • Phir As Main Ubla Hua Gosht Ya Murghi Shamil Kr Ky 10 Minute Tk Pakayen 
  • Phir Dahi, Khanay Ka Rang Aur Chawal Shamil Kr Ky Do Kani Paka Len 
  • Phir Oper Piyaz, Aalu Bukhara, Hara Dhaniya, Podena, Adrak Aur Tail Shamil Kr Den 
  • Phir 10 Se 12 Minute K Liyeh Dam Per Rakh Den 
Chiniyoti Biriyani Tayar Hay

Zaroori Malomat

Itni miqdar main 6 log aram se kha sakte hain.



Share To:

Post A Comment:

0 comments so far,add yours