2018





  1. Bong Ka Gosht 1 Kilo
  2. Nuly 1 Adad
  3. Namak Hasb E Zaroorat
  4. Pisi Hoe Laal Mirch 2 Chaye K Chamach
  5. Cooking Oil 2 Cup
  6. Adrak Lehsan Ka Past 2 Khanay K Chamach
  7. Aata 1 Cup
  8. Tayar Shuda Nihari Masala 4 Khanay K Chamach
  9. Maida Adha Cup
NIHARI K LIYEH MASALA BANANE K LIYE
  1. Daarcheeni 20 Gram 
  2. Long 40 Gram
  3. Javetri 20 Gram
  4. Sounf 40 Gram
  5. Khashkhaash 40 Gram
  6. Pisi Hoe Surkh Mirch 20 Gram
  7. Elaichi Choti Aur Bari 25 Gram
  8. Jayfal 1 Adad
  9. Kali Mirch 40 Gram
  10. Kachri 10 Gram
  11. Sonth 40 Gram
  12. Pisa Hua Dhaniya 20 Gram

Note: “Masalay K Tamam Ajza Ko Grinder Main Daal Ker Achi Tarha Pees Len Aur Hasb E Zaroorat Iss Recipe Main 4 Khanay K Chamach Dalen Jesa K Oper Bataya Gaya Hay”.


  • Tail Garam Kren Aur Osmain Adrak Aur Lehsan Ka Past Bhoon Len 

  • Phir Gosht K Sath Pisi Hoe Surkh Mirch, Namak Aur Nihari Masala Shamil Ker K Achi Tarha Bhoon Len Zaroorat Paray Tou Pani Ka Halka Sa Cheenta Maar Len. 

  • Ab Osmain Nuli Shamil Ker Kr K 10 Cup Pani Dalen Aur Halki Aanch Per 1 Ghantay Tak Pakne Rakh Den 

  • Ab Aata Aur Maida Pani Main Shamil Ker K Past Bana Ker Gosht Main Shamil Ker Den Aur Chamcha Musalsal Chalatay Rahen 
  • Phir Osay Halki Aanch Per 4 Ghantay K Liye Pakne Rakh Den 
  • Phir Ghee Ya Tail K Sath Piyaz Ka Bhagar Den 
  • Kati Hoe Adrak, Lemon, Hari Mirch Aur Fry Kiye Piaz K Sath Garam Garam Paish Kren
Iss recipe ko PDF file main save krne k liye nechay link per click kren:

ANDAY KA KHOYE WALA HALWA





  1. Anday Arahi Darjan
  2. Ghee 1 Kilo
  3. Cheeni 1 Kilo
  4. Khoya 1 Kilo
  5. Elaichi 10 Adad
  6. Pista 20 Gram
  7. Badam 20 Gram






  • Aik Piyalay Main Anday Tor Ker Osmain Ghee Aur Cheeni Shamil Ker K Achi Tarha Mix Ker Len 

  • Ab Aik Pain Main Khoye Ko Bhoonen Aur Nikal Ker Thanda Ker Len 

  • Ab Anday K Mixture Ko Pain Main Daal Ker Halki Anch Per Pakayen 

  • Phir Elaichi, Bhuna Howa Khoya Aur Khanay Ka Rang Shamil Ker K Mazeed 2 Minute Tak Pakayen 
  • Anday Ka Khoye Wala Mazedar Halwa Tayar Hai Serving Dish Main Nikal Ker Pista Aur Badam Se Garnish Ker K Paish Kren
Iss recipe ko PDF file main save krne k liyeh download k button per click kren:

LAHORI MURGH CHOLAY






  1. Murghi Dairh Kilo
  2. Cholay 1 Piyali
  3. Tail 1 Piyali
  4. Bareek Kati Hoe Piyaz 2 Adad
  5. Timatar 3 Adad
  6. Haldi 1 Chaye Ka Chamach
  7. Pisa Hua Garam Masala 1 Chaye Ka Chamach
  8. Sufaid Zeera 1 Chaye Ka Chamach (Bhuna Howa + Pisa Hua)
  9. Adrak, Lehsan Ka Past 1 Khanay Ka Chamach
  10. Bareek Kati Hoe Adrak 1 Khanay Ka Chamach
  11. Pisi Hoe Laal Mirch 1 Khanay Ka Chamach
  12. Meetha Soda Adha Chaye Ka Chamach
  13. Masoor Ki Daal 2 Khanay K Chamach
  14. Namak Hasb E Zaiqa
  15. Chicken Cube 1 Adad







  • Aek Degchi Main Aek Piyali Tail Garam Ker K 2 Adad Bareek Kati Hoe Piyaz Ko Golden Brown Kren Aur Chicken Shamil Ker K Pani Khush Ker Len 
  • Ab Osmain Adrak, Lehsan Ka Past, Haldi, Pisi Hoe Laal Mirch, Pisa Hua Garam Masala Aur Hasb E Zaiqa Namak Shamil Ker K Halka Sa Bhoon Len 
  • Phir Aik Piyali Bheegay Howe Chanon Ka Pani Nikal Ker Dobara 3 Se 4 Glass Pani Aur Masoor Ki Daal Dal Ker Halki Aanch Per Pakayen 
  • Jab Osmain Obaal Ajaye Tou Adha Chaye Ka Chamach Meetha Soda Shamil Ker Den 
  • Phir Cholay Galnay Aur Daal K Sath Yakja Hone K Baad Cholha Band Ker Den 
  • Iss K Baad Chicken Main Timatar Kaat Ker Shamil Ker Den Aur Halka Sa Bhoon Ker 2 Piyali Pani Dal Den 
  • Jab Josh Ajaye Tou Osmain Cholay, Bareek Kati Hoe Adrak, Chicken Cubes Aur Sufaid Zeera Dal Ker Halki Aanch Per Dam Per Rakh Den 
  • Jab Tail Oper Ajaye Tou Tayar Murgh Cholay Garam Garam Naan K Sath Paish Kren
Iss recipe ko PDF file main save krne k liye nechay link per click kren:

ACHAARI KARELA BANANE KA TARIQA






  1. Karelay adha kilo 
  2. Piyaz 1 cup 
  3. Cooking oil adha cup 
  4. Imli 3 se 4 tukray 
  5. Adrak lehsan ka past 1 chaye ka chamach 
  6. Pisi hoe laal mirch 1 chaye ka chamach 
  7. Haldi adha chaye ka chamach 
  8. Namak 1 chaye ka chamach 
  9. Phenti hoe dahi adha cup 
  10. Cheeni 1 chaye ka chamach 

ACHARI MASALA K LIYE 

  1. Sufaid zeera 1 chaye ka chamach 
  2. Kalonji 1 chaye ka chamach 
  3. Sokhi hoe maythi adha chaye ka chamach 
  4. Sokha dhaniya 2 chaye k chamach 
  5. Soung 1 chaye ka chamach


  • Taway Per Sufaid Zeera, Kalonji, Sokhi Maythi, Sokha Dhaniya Aur Sounf Ko Bhoon Len Aur Bareek Pees Len 
Karelay K Liye
  • Karelon Ko Cheel Kr Un K Beej Nikal Len 
  • Ab Un Per Namak Laga Ker 1 Ghantay K Liye Chor Den 
  • Phir Achi Tarha Dho Len 
  • Iss K Baad Karelon Ko Pani Main Imli K Sath 5 Minute K Liye Obalen 
  • Ab Onhen Nichor Ker Tamam Pani Nikalen Aur Oil Main Fry Kr K Nikal Len 
  • Ab Tail Garam Ker K Osmain Piyaz Ko Light Golden Kren Aur Nikal Len 
  • Phir Osmain Adrak Lehsan Ka Past, Pisi Hoe Laal Mirch, Haldi, Namak Aur Dahi Shamil Ker K Karelay Fry Ker Len 
  • Sath Hi Fry Ki Hoe Piyaz, Cheeni Aur Bhoon Ker Peesa Hua Masala Daal Den 
  • Iss K Baad Dhak Ker Darmiyani Aanch Per Pakayen Yahan Tak K Wo Tayar Ho Jayen
Iss recipe ko PDF file main save krne k liyeh nechay link per click kren:

OVEN CHICKEN WITH VEGETABLE BANANE KA TARIQA






  1. Boneless Chicken Adha Kilo
  2. Piyaz 2 Adad
  3. Phaliyan 1 Paao
  4. Baingan 1 Adad
  5. Tamatar 2 Adad
  6. Gajar 1 Adad
  7. Aalu 1 Adad
  8. Shimla Mirch 1 Adad
  9. Lehsan K Joway 3 Adad
  10. Bhindi 1 Paao
  11. Tamatar Ka Past 2 Khanay K Chamach
  12. Namak Hasb E Zaiqa
  13. Kuti Hoe Kaali Mirch 1 Chaye Ka Chamach
  14. Makhan 4 Khanay K Chamach
  15. Paani 1 Chothai Cup
  16. Cheddar Cheese Adha Packet







  • Pehle Chicken Ko Slice Kr Len
  • Phir Piyaz, Phaliyan, Baingan, Timatar, Gajar, Aalu Aur Shimla Mirch Ko Chotay Tukron Main Kaat Len 

  • Ab Aik Bartan Main Tamam Sabziyan, Bhindi, Lehsan K Joway, Slice Ki Hoe Chicken, Timatar Ka Past, Namak, Kaali Mirch Aur Makhan Shamil Ker K Mix Ker Len. 
  • Ab Oven Proof Dish K Darmiyan Main Iss Mixture Ko Daalen 
  • Kinaron Main Thora Sa Pani Daal Ker Oven Main 180 Degree Centigrade Per 15 Se 20 Minute K Liye Bake Ker Len 
  • Jab Chicken Aur Sabziyan Achi Tarha Se Pak Jayen Tou Onhen Oven Se Nikal Len 
  • Phir Foran Kadukash Kya Hua Cheddar Cheese Chirak Ker Dobara Oven Main Rakh Ker 5 Minute Tak Bake Kren 
  • Tayar Honay Per Garam Garam Serve Kren

Iss recipe ko apne mobile ya laptop main PDF file main save krne k liyeh nechay link per click kren:

PAPAR KI SABZI BANANE KA TARIQA






  1. Darmiyanay Size K Papar 2 Se 3 Adad
  2. Cookin Oil 1 Khanay Ka Chamach
  3. Zeera 1 Chothai Chaye Ka Chamach
  4. Rai Dana 1 Chothai Chaye Ka Chamach
  5. Pisi Hoe Laal Mirch Adha Chaye Ka Chamach
  6. Dahi 1 Khanay Ka Chamach
  7. Haldi 1 Chothai Chaye Ka Chamach
  8. Pani 1 Cup
  9. Namak 1 Chothai Chaye Ka Chamach
  10. Kata Hua Hara Dhaniya 1 Chaye Ka Chamach






  • Aik Bartan Main Tail Garam Ker K Zeera Aur Rai Ke Daal Kr Fry Kr Len 
  • Phir Pisi Hoe Laal Mirch, Dahi, Haldi, 1 Cup Pani Aur Namak Daal Ker Pakayen 
  • Jab Obaal Ajaye Tou Papar Aur Hara Dhaniya Daal Ker 3 Se 4 Minutes K Liye Pakayen Aur Chapatti K Sath Paish Kren
Iss recipe ko apne mobile ya laptop main PDF file main save krne k liyeh nechay diyeh gaye link per click kren:


BHINDI MASALA

  1. Bhindi Adha Kilo
  2. Adrak Pisi Hoe Adha Chaye Ka Chamach
  3. Lehsan Pisa Hua Adha Chaye Ka Chamach
  4. Kuti Hoe Mirch 1 Chaye Ka Chamach
  5. Cooking Oil Adha Cup
  6. Timatar Katay Howe 1 Cup
  7. Piyaz Slice Kiye Howe 1 Adad
  8. Sufaid Zeera 1 Chaye Ka Chamach
  9. Namak Hasb E Zaiqa
  10. Haldi Adha Chaye Ka Chamach






  • Bhindi Ko Achi Tarha Dho Kr Motay Tukray Kaat Len
  • Ab Oil Ko Garam Kr K Osmain Piyaz Ko Halka Brown Kr Len
  • Phir Osmain Sufaid Zeera, Adrak, Lehsan, Haldi, Namak, Mirch Daal Kr Bhoon Len
  • Phir Osmain Timatar Shamil Kr Den Aura Chi Tarha Bhoon Len
  • Ab Osmain Bhindi Shamil Kr K 30 Minute Taka Chi Tarha Pakayen K Bhindi Gal Jaye
Mazedar Bhindi Ki Sabzi Tayar Hai

Iss redipe ko apne mobile ya computer main PDF file main save krne k liyeh nechay button per click kren.

FRYING PAN PIZZA







CHICKEN TIKKA K LIYE


  1. Chicken Breast 2 Adad 
  2. Adrak, Lehsan Past Adha Chaye Ka Chamach 
  3. Namak Adha Chaye Ka Chamach 
  4. Mirch Powder Adha Chaye Ka Chamach 
  5. Bhuna Howa Zeera Powder Adha Chaye Ka Chamach 
  6. Lemon Ka Rus 2 Khanay K Chamach 
  7. Dahi 1 Khanay Ka Chamach 

DOE K LIYE


  1. Medah (Flour) Dairh Cup 
  2. Namak Adha Chaye Ka Chamach 
  3. Khameer 1 Chaye Ka Chamach 
  4. Coaster Suger 1 Chaye Ka Chamach 
  5. Oil 3 Se 4 Khanay Ka Chamach 
  6. Pani Hasb E Zaroorat 

TOPING K LIYEH


  1. Pizza Sauce 4 Khanay K Chamach 
  2. Piyaz 2 Adad Slice Ki Hoe 
  3. Raishay Dar Chicken Tikka Adha Cup 
  4. Timatar 1 Adad Kata Howa 
  5. Shimla Mirch 1 Adad Kati Hoe 
  6. Mushroom 3 Adad Slice Kiye Howe 
  7. Oregano Patay 1 Chaye Ka Chamach 
  8. Cheddar Cheese Adha Cup Kadukash Ki Hoe 
  9. Oil 4 Khanay K Chamach











CHICKEN TIKKA K LIYEH 


  • Aik bartan main 2 adad chicken breast k tukray shamil kren aur adrak, lehsan ka past, namak, mirch poweder, bhuna howa zeera, lemon ka rus aur dahi k sath marinate kren 

  • 15 minute k liyeh chicken ko alag rakh den ta k achi tarha marinate ho jaye 

  • Phir osay chicken gal janay tak grill kren 

  • Akhir main garam koiylay (coal) chicken per phila den aur thora sa oil chirak den aur dhamp kr 10 minutes k liye chor den 

PIZZA K LIYEH


  • Aik piyalay main meda, namak, khameera, oil aur coaster sugar mix kr len 

  • Phir neem garam pani k sath amaizah achi tarha goondh len 

  • Ab iss doe ko 30 minutes k liye dhamp kr aik side per rakh den 

  • Phir doe ko 9 inch ky pizza ki shakal main roll kren 

  • Frying pan main 2 khanay k chamach cooking oil daal kr halki aanch per garam kren 

  • Doe ko 3 minutes k liyeh aek side se garam kr len phir osay palat ker dosri side bhi 2 khanay k chamach oil k sath halka sunhera kr len 
  • Phir os k oper pizza sauce phaila den
  • Sauce k sath piyaz, chicken tikka, shimla mirch aur mushroom k sath toping kren
  • Oregano patay aur kadukash ki hoe cheddar cheese pizza per chirak den 
  • 5 minute k liye grill kr len yahan tak k cheez pighal jaye 
Frying pan pizza tayar hai tukron main kaat kr garam garam serve kren


Iss recipe ko PDF file main save krne k liyeh nechay button per click kren:

HAREESA BANANA KA TARIQA






  • Gosht 01 Killo (Baghair Haddi)
  • Sabit Moong Ki Daal Adhi Chatank 
  • Chawal Adha Chatank
  • Gandum 01 Paao
  • Pisi Hoe Kaali Mirch 04 Chaye K Chamach
  • Adrak Hasb-E-Zaroorat
  • Lehsan Hasb-E-Zaroorat
  • Piyaz Hasb-E-Zaroorat
  • Ghee Hasb-E-Zaroorat
  • Namak Hasb-E-Zaiqa






  • Chawal Aur Daal Ko Aik Sath Obaal Len Aur Gandum Ko Bhigo Ker Rakh Den 

  • Ghee Main 2 Darmiyanay Size K Piyaz Kaat Len 

  • Jab Piyaz Laal Ho Jayen Tou Osmain Gosht Bhi Shamil Kr Len 

  • Iss K Sath He Adrak Aur Lehsan Ko Koot Kr Shamil Kr Den 

  • Jab Gosht Ka Pani Khushk Ho Jaye Tou Osmain Gosht Galane Jitna Paani Daal Den 
  • Jab Gosht Achi Tarha Gal Jaye Tou Osay Pani Se Nikal Kr Mota Mota Koot Len 
  • Iss Kotay Howe Gosht Ko Dobara Dosre Saaf Pani Main Daal Den Aur Os K Sath Gandum Aur Obli Hoe Daal Aur Chawal Bhi Shamil Kr Den Aur Osay Pakne Den 
  • Agar Zarorat Paray Tou Mazeed Pani Bhi Daal Den 
  • Thori Dair Baad Gandum Ka Dana Nikal Ker Check Kren Agar Achi Tarha Gal Gaya Ho Tou Osmain Ghotna Chalayen Aur Pakatay Rahen Ta K Sab Cheezain Achi Tarha Yakja Ho Jayen Aur Onki Lae Si Ban Jaye 
  • Iss K Baad Osmain Kaali Mirch Aur Namak Daal Den 
  • Ab Kisi Alag Bartan Main Ghee Daal Kr Osmain Piyaz Kaat Kr Dalen Aur Jab Khasta Ho Jayen Tou Nikal Len 
  • Yeh Piyaz Nikala Hua Garam Garam Ghee Hareesa Per Daal Den Aur Sath Chamach Bhi Chalayen 

Mazedar Harisa Tayar Hai۔


Iss recipe ko apne mobile main PDF file main save krne k liyeh nechay button per click kren

HYDERABADI CHICKEN BIRYANI






  • Chawal Adha Kilo
  • Murghi 3 Paao
  • Laal Mirch Powder 1 Khanay Ka Chamach
  • Namak Hasb E Zaiqa
  • Adrak, Lehsan Pa Past 2 Khanay K Chamach
  • Piyaz Hasb E Zaroorat (Tarkay K Liye)
  • Lemon 4 Adad
  • Podeena 1 Chothai Gathi
  • Hara Dhaniya 1 Chothai Gathi
  • Hari Mirch 4 Se 6 Adad
  • Kali Mirch 1 Chaye Ka Chamach
  • Sabit Elaichi 3 Se 4 Adad
  • Sabit Zeera 1 Chaye Ka Chamach
  • Zarday Ka Rang 2 Chaye Ka Chamach
  • Dahi 1 Cup
  • Doodh 2 Khanay K Chamach
  • Oil/Ghee Adha Cup












  • Chicken Main Namak, Laal Mirch, Kaali Mirch, Lehsan Aur Adrak Ka Past, Dahi Aur Zeera Shamil Kr K Aek Ghantay K Liye Rakh Den 
  • Chawal Obaal Len Aur Osmain Podeena, Hari Mirchen, Sabit Elaichi, Namak Aur Sirka Daal Den 
  • Aek Kani Chawal Paka Kr Nikal Len 
  • Ab Aik Bartan Main Thora Sa Oil Garam Kren Aur Baghair Paani Dalay Halki Aanch Per Murghi Daal Kr Dhak Ker Pakayen 
  • Jab Murghi Ka Pani Khushk Ho Jaye Tou Dhaniya, Podeena Aur Lemon Ka Rass Daal Ker Otaar Len 
  • Ab Aik Bartan Main Thora Oil Dalen Phir Chawal Ki Taih (Layer) Phir Murghi, Past, Dhaniya, Podeena Aur Phir Baqi K Chawal Daal Den 
  • Ab Aik Darmiyanay Size K Piyaz Ko Tail Main Fry Kr K Bhagar Ker Len Aur Chawlon Per Daal Den 
  • Akhir Main Zarday Ka Rang Doodh Main Ghol Kr Aur Lemon Ka Rass Daal Kr Kuch Minutes K Liye Dam Per Rakh Den 
Garma Garam Hyderabadi Chicken Biryani Tayar Hai


Iss recipe ko PDF file main save krne k liyeh neechay download button per click kren 

CRISPY BROAST CHICKEN





MARINATION K LIYE AJZAH

  • · Pani 01 Bowl
  • · Laal Mirch Powder 02 Khanay K Chamach
  • · Hari Mirch Ka Past 02 Khanay K Chamach
  • · Namak 02 Khanay K Chamach Ya Hasb-E-Zaiqa
  • · Gosht Galanay Wala Powder 01 Khanay Ka Chamach
  • · Sirka 03 Khanay Ka Chamach

COATING K LIYEH AJZAH

  • · Medah 02 Cup
  • · Corn Flour Adha Cup
  • · Chawal Ka Aata Adha Cup
  • · Chakki Ka Laal Aata Adha Cup
  • · Baking Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Chicken Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Namak 01 Chaye Ka Chamach
  • · Sufaid Mirch 01 Khanay Ka Chamach
  • · Mustard Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Srukh Mirch Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Daarcheeni Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Lehsan Powder 01 Chaye Ka Chamach
  • · Oil Fry Krne K Liyeh





Marination Ka Tariqa

1. Aik Bowl Main Chicken Dalen Aur Osmain Itna Pani Dalen K Chicken Doob Jaye

2. Ab Osmain Surkh Mirch Powder, Hari Mirch Ka Past, Adrak/Lehsan Ka Past, Namak, Gosht Galane Wala Powder Aur Sirka Shamil Kr Den Aur Osay 04 Se 05 Ghantay K Liyeh Chor Den

3. Phir Chicken Ko Pani Se Nikal Len Awr Pani Ko Aik Taraf Rakh Den

4. Ab Aik Aur Bowl Main Coating K Ajza Mix Kren

5. Chicken K Tukron Ko Coating Walay Ajza Main Coat Kren Phir Chicken K Tukray Marinate Walay Pani Main Dip Kren Jis Main Aap Ne Chicken Ko Marinate Kya Tha

6. Chicken K Tukray Ko Dobara Coating Main Coat Kren Aur Agr Aap Moti Coating Krna Chahtay Hain Tou Yeh Amal 02 Se 03 Bar Repeat Kren Phir Osay 01 Ghantay K Liyeh Rakh Den

7. Ab Tail Garam Kr K Chicken Ko Deep Fry Kren Aur Dhaamp Den Phir 10 Minute Baad Oski Side Change Kr Den

8. Jab Chicken Golden Brown Ho Jaye Tou Nikal Len Aur Osay Broast Deep Dinner Roll, French Fries Aur Ketchup K Sath Paish Kren

Note: Gosht Galanay K Liyeh Sirf Gosht Galanay Wala Powder He Use Kren Oski Jaga Papeeta Ya Kachri Powder Use Na Kren Agr Gosht Galanay Wala Powder Na Ho Tou Phir Kuch Bhi Use Na Kren Aur Isi Tarha Chicken Ko Achi Tarha Galne Den.


Iss recipe ko PDF file main save krne k liyeh nechay diyeh gaye "Download" link per click kren





DAHI BHALLAY BANANE KA TARIQA






DAHI BHALLAY K LIYEH

1. Mash Ki Daal 01 Cup
2. Namak 01 Chothai ¼ Chaye Ka Chamach
3. Baking Soda 01 Chutki
4. Cooking Oil Fry Krne K Liyeh
5. Dahi 02 Cup
6. Hara Dhaniya 02 Khanay K Chamach
7. Bhuna Hua Zeera 01 Chaye Ka Chamach
8. Adrak Adha Inch Ka Tukra
9. Namak Hasb-E-Zaiqa
10. Pisi Hoe Laal Mirch 02 Chaye K Chamach
11. Cheeni 02 Chaye K Chamach

SAJAWAT K LIYE

1. Imli Ki Chatni 02 Khanay K Chamach
2. Hara Dhaniya 02 Khanay K Chamach








  • Daal Ko Dho Kr Raat Bhar K Liye Bhigo Den, Phir Aglay Din Daal Ko Chhan Ker Grinder Kr Len Aur Osmain Namak Aur Baking Soda Shamil Kr Den 

  • Ab Karahi Main Tail Garam Kren Aur Bhallon Ko Golden Brown Hone Tak Fry Kren 
  • Tamam Fry Kiye Howe Bhallon Kw Neem Garam Pani Main 05 Se 10 Minute K Liye Bhigo Den 
  • Phir Halkay Hath Se Onka Pani Nichor Ker Dish Main Nikal Len 
  • Ab Aik Piyalay Main Dahi Ko Achi Tarha Phaint Len 
  • Ab Osmain Namak, Laal Mirch, Cheeni, Bareek Kata Hua Adrak, Bhuna Hua Zeera Aur Hara Dhaniya Bhi Mix Kr Len 
  • Ab Dish Main Rakhay Bhallon Per Masalay Wali Yeh Dahi Itni Dalen K Bhallay Chup 
  • Jayen Ab Dahi Bhallon Ko Imli Ki Chatni Aur Hara Dhaniya Se Saja Kr Paish Kren

Iss tarkeeb ko PDF file main save krne k liyeh download button per click kren

Download

HOW TO MAKE GULAB JAMUN rakeeb-recipes





  • Egg ½
  • Khoya 250 Gm
  • Sugar 2 Cup
  • Water As Required
  • Kewra As Required
  • Clarified Butter As Required
  • Plain Flour 1 Tbsp
  • Semolina (Suji) 1 Tbsp
  • Baking Powder 1/2 Tsp
  • Oil For Frying






  • Cook Sugar In A Pan With Enough Water For A Syrup To Form. Add Kewra. 

  • Beat Egg And Add Khoya And Semolina To It. 

  • Mix Together Using Your Hands. 

  • Knead The Mixture With Baking Powder And Clarified Butter. 
  • Make Small Balls. 
  • Heat Oil For Deep Frying. 
  • Fry The Balls Until Golden In Color. 
  • Dip The Balls In Sugar Syrup And Serve Hot.
Download This Recipe As PDF File

Download
HOW TO MAKE KOHLAPURI VEGETABLE






  • Cauliflower 1 Cup
  • Capsicum 2
  • Potatoes 2
  • French Beans 1 Cup
  • Carrots 2
  • Tomatoes 4 (Blended)
  • Brown Onion ½ Cup
  • Red Chilies Whole 4
  • Orange Color 1/4 Tsp
  • Oil 1/4 Cup
  • For Kola Pori Masala
  • Onion 1 Medium
  • Garlic Paste 1 Tbsp
  • Coconut 1 Tbsp
  • Coriander Seeds 1 Tbsp
  • Sesame Seeds 1 Tsp
  • Poppy Seeds 1 Tbsp
  • Cumin Seeds 1 Tbsp
  • Mustard Seeds 1/4 Tsp
  • Fenugreek Seeds ¼ Tsp
  • Cloves 4
  • Cinnamon 1
  • Cardamom 2
  • Dry Red Chilies 4
  • Coriander Leaves 1 Cup









      • Cut All The Vegetables In Big Pieces.

      • Heat Oil In A Pan And Fry All Vegetables. Remove Vegetables In A Plate.

      • Grind All The Ingredients Under Kola Pori Masala Except Coriander Leaves.
      • In Same Oil, Add The Kola Pori Paste, Tomato Puree, And Fry Well, Now Add Fried Vegetables, And Leave It On Dam Till Tender.
      • Sprinkle Coriander Leaves And Serve With Pori.
      Download this recipe as PDF file





      • Cashew Nuts 1 Cup

      • Sugar ½ Cup

      • Water ¼ Cup

      • Silver Paper For Garnish







      • Put Cashew In Food Processor And Grind To A Semi Fine Powder. 
      • Add Sugar And Water In A Pan And Boil; Stir Until Sugar Melts Completely. 
      • Check The Consistency By Pouring A Few Drops Of Syrup In A Little Water, If It Does Not Dissolve In Water Then This Is The Right Consistency. 
      • Now Transfer Cashew Powder In Sugar Syrup And Cook Until Form A Thick Rolling Mixture. It Should Be Flexible Dough, Not Dry Or Hard. 
      • When It Is Still Warm, Knead It Well Until Smooth; Don’t Scrap Mixture From The Sides Of Pan As It Will Hard The Dough. If The Dough Becomes Hard, Add ½ Tsp Melted Ghee/Butter.
      • Now Place A Butter Paper On Work Surface Then Shift Dough On It And Cover It Another Butter Paper Piece And Roll Out Dough With Rolling Pin About ¼ Inches Thick. 
      • Remove Top Butter Paper And Cut Into Diamonds Shape. Garnish With Silver Paper. 
      • Serve Or Store In Air Tight Container.
      Download this recipe as PDF file






      • Boiled Water 10 Cups

      • Garlic 2 Cloves (Ground)

      • Sugar 5 Tsp
      • Salt 1 ½ Tsp
      • Black Pepper Powder 1 Tsp
      • Mint Leaves ½ Cup
      • Lemon Juice 2 Cups





      • Add Water, Garlic, Sugar, Salt, Black Pepper Powder, And Mint Leaves In Cooking Pan. 
      • Put On Stove And Cook On Slow Flame For 8 Minutes. 
      • Now Add Lemon Juice And Cook More 10 Minutes On Slow Flame. 
      • Pour Into Serving Bowl And Serve. 

      Note: You Can Take It Cold Too.


      Download this recipe as PDF file